"Allah Ka Ghar"
— خوانده شده توسط Nabeel Shaukat Ali
"Allah Ka Ghar" آهنگی است که در پاکستانی اجرا شده است که در 10 مارس 2025 در کانال رسمی کمپانی ضبط - "Nabeel Shaukat Ali" منتشر شد. اطلاعات انحصاری در مورد "Allah Ka Ghar" را کشف کنید. متن آهنگ Allah Ka Ghar، ترجمه ها و حقایق آهنگ را پیدا کنید. طبق اطلاعات موجود در اینترنت، درآمد و ارزش خالص توسط حمایتهای مالی و سایر منابع جمعآوری میشود. آهنگ "Allah Ka Ghar" چند بار در نمودارهای موسیقی جمع آوری شده ظاهر شد؟ "Allah Ka Ghar" یک موزیک ویدیوی شناخته شده است که در نمودارهای برتر محبوب، مانند 100 آهنگ برتر پاکستان، 40 آهنگ پاکستانی برتر، و غیره قرار گرفته است.
|
Download New Songs
Listen & stream |
|

"Allah Ka Ghar" حقایق
"Allah Ka Ghar" به 706.4K کل بازدید و 10.3K لایک در YouTube رسیده است.
این آهنگ در 10/03/2025 ارسال شده است و 8 هفته در نمودارها سپری شده است.
نام اصلی موزیک ویدیو "ALLAH KA GHAR | NABEEL SHAUKAT ALI (SOLO VERSION) - RAMADAN ANTHEM 2025" است.
"Allah Ka Ghar" در یوتیوب در 09/03/2025 16:00:58 منتشر شده است.
"Allah Ka Ghar" متن ترانه، آهنگسازان، برچسب ضبط
#AllahKaGhar #NabeelShaukatAli #TahseenSakina #Trending
ALLAH KA GHAR | Nabeel Shaukat Ali (Lyrical Video) - Ramadan Anthem 2025
Listen to the audio here:
Listen to this soulful and spiritual #Kalaam to set the tone for the holy month of
;This Ramadan, may our fasts purify our souls, our prayers bring us peace, and our kindness
;Let’s embrace patience, gratitude, and the beauty of this sacred month together as we hope to visit #AllahKaGhar when He calls upon us 💛
Audio Credits:
Reciters: Nabeel Shaukat Ali
Composer: Nabeel Shaukat Ali
Lyrics: Khadim Hussain
Music: Kamran Akhtar
Mix & Master: Akash Parvaiz
Wardrobe: Amir Akram
NSA Productions
Video Credits:
A truetales entertainment & IBM Productions.
Lyrics:
Ye kaaba jise kehtay hain hum
Mere Rab ki bari nishani hai
Ye markaz bana ibaadat ka
Jhukti yahan har paishaani hai
Allah ka Ghar, Sajdon ka dar
Jhuktay yahan momino ke hain sar
Dhul jatay hain, Dil ke gunaah
Rehman hai wo tu tauba to kar
Tere khaleel (عليه السلام) ki bunyaad hai
Taameer e Kaaba hamein yaad hai
Aaya tha kaabay mai jab but shikan
Kiya Mustafa (ﷺ) ne jo abaad hai
Kaabay mai goonji thi ye hi sada
La ilaaha illalah
Farishton ne aake ki hamd o Sana
La ilaaha illalah
Kya tha wo manzar kya tha sama
Chat pe Bilal(رَضِيَ اللهُ عَنْهُ) ne di thi Azaan
Sun ke Sahaba bhi rone lage
Qurban Nabi (ﷺ) pe wo hone lage
Allah se ki sab ne faryaad hai
Hurmat e Kaaba rahe shaad hai
Aaya tha kaabay mai jab but shikan
Kiya Mustafa (ﷺ) ne jo abaad hai
Kaabay mai goonji thi ye hi sada
La ilaaha illalah
Paigham e Deen yun mukamal hua
La ilaaha illalah
Zam Zam mai rakhi hai Rab ne shifa
Hai Ismail (عليه السلام) ka ye maujza
Jannat ka pathar kaabay mai laga
Jisko Nabi (ﷺ) ne hai bosa diya
Mere Nabi (ﷺ) ka ye irshaad hai
Banda gunahon se azaad hai
Aaya tha kaabay mai jab but shikan
Kiya Mustafa (ﷺ) ne jo abaad hai
Kaabay mai goonji thi ye hi sada
La ilaaha illalah
Risaalat se Tauheed ka silsila
La ilaaha illalah
Yaad hamein hai wo waqiya
Abraha lashkar le kar tha khara
Hukm ababeelon ko phir hua
Kiya phir parindon ne unko tabaah
Rab ne kiya unko barbaad hai
Unki nasal ab tak nashaad hai
Aaya tha kaabay mai jab but shikan
Kiya Mustafa (ﷺ) ne jo abaad hai
Kaabay mai goonji thi ye hi sada
La ilaaha illalah
Baatil mita Haq hai zaahir hua
La ilaaha illalah
Hasbi Rabbi Jallallah
Mafi Qalbi Ghair ullah
Noor e Muhammad Sallallah
La ilaaha illalah
Hasbi Rabbi Jallallah
Mafi Qalbi Ghair ullah
Noor e Muhammad Sallallah
La ilaaha illalah
Nabeel Shaukat Ali YouTube Channel is managed by Dot Republic
;All Copyrights reserved.